Topic Overview:- Dosto is article me apko Aadhaar Center Supervisor job krne ke liye puri prakriya batai gai hai, jisase ki aap aasani se aadhar center me job le ske or direct aadhar work aap kr ske, iske liye kya criteria hai or kaise apply krna hai ye sb kuch is article me acche se smjhaya gya hai.
-
Covered All Topic’s
1. Aadhaar Supervisor Certificate | 2. NSEIT Registration Process |
3. NSEIT Syllabus For Exam | 4. Eligibility For This Job |
How To Get Aadhar Supervisor Certificate⤵
Aadhar center supervisor job ke liye application krna hai, To sbse pahle apke pass aadhaar NSEIT ka certificate hona chahiye, isko pass krne liye online registration kiya jata hai, OR online hi exam diya jata hai. Agar apke pass aadhar supervisor ka ya operator ka certificate hota hai to CSC ke madhyam se bhi aadhar center le skte hai. Aadhar center work 2 tariko se kiya jata hai. Phla ki aap kisi aadhar me job kr kste hai jo Govt ke hote hai. or dusra jo csc ke through milta hai aadhar center, Aadhaar supervisor cerificate ke hone se bahot sare fayde hai.
- Apko aadhar ka work jldi mill jayega,
- Apko csc se bhi aadhar ka work mill jayega
- Apko IPPB ke through bhi aadhar center ka work mill jayega
Registration Of NSEIT Aadhar Supervisor & Operator⤵
Aadhar Supervisor job ke liye apko sbse phle NSEIT ki website pe jana hota hai, Wha apko apna registration complite krna hota hai, Iske liye aap Is Post Ko Open Kr skte hai. Pura post padhne pe apko Supervisor certificate ka All Question or Answer mill jayega.
AADHAR SUPERVISOR NSEIT REGISTRATION | Click Hare |
NSEIT Syllabus For Supervisor Exam⤵
NSEIT ka Supervisor or operator ka certificate pane ke liye apko nseit ka exam dena hoga, iske liye jo exam me puchha jata hai, wo UIDAI ke site pe list kiya gya hai jo Bilkul free of cost me mill jata hai
Iska primeum version Question and Answer hmare dwara bhi banaya gya hai jo DOWNLOAD Section me hai, is website pe apko csc or aadhar se related samagri sb kuchh free me di jati hai.
UIDAI ke website se pura course jo hota hai wo tatal English me rhta h but hmne jo banaya hua hai ye course HINDI or ENGLISH dono language me availabe hai.
NSEIT ka full course lene ke liye UIDAI ke website pe jana hota hai or kaphi Search krne ke bad apko ek english pdf mil jayega but hm apko direct link de rhe hai. taki apka samay kharab na ho. Aadhar Supervisor NSEIT Exam Ke liye Kuchh Inmportant Links hai jo niche BOX me available hai.
Important’s Link For Aadhar Center Supervisor Job⤵
Aadhaar Center Supervisor job Application Link | Click Hare |
NSEIT Registration Video Link | Click Hare |
Supervisor Exam Free UIDAI Syllabus | Language English |
Apply CSC Aadhar Center UCL | Click Hare |
Aadhaar Supervisor Syllabus or Nseit Registration full Click Hare
Eligibility For Aadhar Supervisor Job⤵
- Iske liye apke pass minimum 10th class ki marsheet honi chahiye
- NSEIT Registration krne ke liye LMS Certificate hona chahiye
- Apke pass Aadhar Authorisation Latter bhi hona chahiye
- Apke Pass ek valid aadhar card hona chahiye
- Ye sbhi 4 document NSEIT Exam ke registration me lgta hai
LMS Certification Website Link | Click Hare |
Aadhar Authorisation Latter Link | Click Hare |
Aadhaar Center Supervisor Job
Ummid krte hai apko ye Post or Article behad pasand aya hoga, Adhik jankari ke liye website ke HOME page pr jaye.
THANK YOU